Ek to Manzile bhi uski thi, Rasta bhi uska thaa,Ek main akela tha, Kafila bhi uska thaa..
Sath-Sath chalne ki soch bhi uski thi, Phir raasta badalne ka faisla bhi uska thaa...
Aaj kyon akela hoon, Dil sawal karta hai, log to uske they, Kya KHUDA bhi uska thaaa....?
No comments:
Post a Comment