Friday, December 4, 2009

Tere Shahar Me!!

Tere sheher mein aakar ik din chamka taqdaar ka taara!!

awaara mehke hue badan se khushboo si aa rahi hai,mehke hue badan se khushboo si aa rahi hai

jaise pawan kahin par chandan luta rahi hai aankhon se koi dil mein

aise utar raha hai benaam sa nasha hai,raahi tha main awaara

phirta tha maara maara tere sheher mein aakar ik din

chamka taqdaar ka taara rahi tha main awaara,jee chaahta hai mera

koi raat aisi aaye jee chaahta hai mera koi raat aisi aaye

dekhe jo saath hum ko phir laut ke na jaaye main tum se kuchh na bolun

tum mujh se kuchh na bolo khaamoshiyan bhi soche ye kaun si ada hai

raahi tha main awaara phirta tha maara maara tere sheher mein aakar ik din

chamka taqdaar ka taara rahi tha main awaara dekha jidhar jidhar bhi

masti bhari nazar se dekha jidhar jidhar bhi masti bhari nazar se

raahon mein rang chhaaye baagon mein phool barse jaise kadam kadam pe

maikhana khul gaya hai benaam sa nasha hai raahi tha main awaara

phirta tha maara maara tere sheher mein aakar ik din chamka taqdaar ka taara

tere sheher mein aakar ik din chamka taqdaar ka taara raahi tha main awaara!

No comments: