Darr yeh lagta hai kya yeh sapana hai
ab jo apana hai kal woh kaha hai
darta dil pooche baar baar
intezaar aitbaar tumse pyar itna karu
aansu aate the laut jaate the
lamhon pe lamhen chatpatate the
phir bhi kiya hai intezaar
intezaar intezaar aitbaar tumse pyar itna karu
kya pyar hai kya hai nahi maine nahi poocha na
ho tum mere ya ho nahi maine nahi poocha
na poocha nahi baar baar
intezaar aitbaar tumse pyar itna karu
ek din aayega tanha reh jaayega
dost kya dushman kya dhundh na paayega
maula ke saamne kehta reh jaayega
intezaar aitbaar tumse pyar kitna karu
intezaar kitna karu aitbaar kitna karu
intezaar aitbaar tumse pyar kitna karu
chhoti raaten hai kitni baaten hai
ab jo aaye ho ab batate hai thaamon hamein
ab ek baar - baar intezaar aitbaar tumse pyar itna karu...
No comments:
Post a Comment